Phir ke galli galli taibah thokare sab ki khaen kyun
Dil ko jo akal de khuda teri gali se jaen kyun
Rukhsate qaafile ka shor gashee hame uthae kyun
Sote hain unke sae mei koi hame jagae kyun
Yaade huzoor ki qasam gaflate aish he sitam
Khoob hai qaide ghum mei ham koi hame chhurae kyun
Dekh ke hazrate gani pare faqeer bhi
Chaai he ab to chauni hashr hi aana jae kyun
Jaan he ishq-e-mustafa roz fizoo kare khuda
Jis ko ho dard ka mazaa naaze dava uthae kyun
Wo jo nathe to kuchh natha wo jo naho to kuch naho
Jaan hai wo jahan ki jaan hai to jahan hai
Hai to Raza nira sitam jurm pe gar lajaee hum
Koi bajaae soze gham saaze tarab bajaae kyun

No comments
Post a Comment