Jo na naqd-e-dagh-e-dil ki kare shola pasbani
To fasurdagi nihan hai ba-kamin-e-be-zabani
Mujhe us se kya tavaqqo ba-zamana-e-javani
Kabhi kuudki maen jis ne na suni meri kahani
Yun hi dukh kisi ko dena nahi khuub varna kahta
Ki mere adu ko ya rab mile meri zindagani
No comments
Post a Comment